Ya hamry lia aik reminder h ham insanun ki aik nature h naa dil chahta h is dunya ma rahyn cars, banglay hn zameenay hn full luxuries hn... aur sakun ki zindagi guzarain... lakin allah swt khty hn mari taraf lotna ziada khubsurat h as compare to this fani world..... isi lia allah swt na in chezun ma aik attraction rakhi h dil chata h sar din social media scroll karain...life enjoye karain songs,music, dramas aur har wo cheez jo dil ko pasand ay aur waqaai ya chezain dil lagany wali hn but temporarily...allah swt kh rahy hn ka ya to khatam honay wali chezain hn na
Hamain wo krna h jo allah swt ko khush kary na ka wo jo hamra nafs bolay kuon k ham na us ki tayari karni h jo hamra asal h yani akhirat ki apny us test ki... jo allah swt ham sa lain ga at the day of judgment....
In chezun ma allah swt na is lia attraction rakhi h taky wo azma saky hamy ka kon h jo allah swt ko superior rakhta h apny nafs ki khawahishun par..