Misbah Ameen
4 Month agoFollow
yahan munafiqeen ki baat ho rahi hai ke logon me se aam insaanon hi me se kuchh ese hain ke kehte hen sirf zaban se ke ham imaan laay Allah par aur aakhirat ke din par ye un ki zaban hai munafiqeen ki
Aur Allah kehta hai aur wo Imaan nahin laay
zaban se insaan dhoka de sakta hai lekin Allah ko nahin Allah zabaan nahin dilon ko dekhta hai
And of the people are some who say, "We believe in Allāh and the Last Day," but they are not believers. (8)